Rang Dariya Lyrics - Emraan Hashmi
Rang Dariya Lyrics By Emraan Hashmi Is Latest Bollywood Song Sung By Yasser Desai. Its Music Is Given By Gourov Dasgupta While Rang Dariya Song Lyrics Are Written By Farhan Memo.
Rang Dariya Lyrics - Emraan Hashmi
Yaara Mujhe Tu Aise Aa Mila
Jaise Kaafir Ko Milta Hai Khuda
Karun Lakh Baari Tera Shukriya
Bin Maange Toone Itna De Diya
Mera Safeena Oh Paar Laga De
Ya Tu Mita De
Ya Tu Bana De Koyi Zariya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Soofiyana Ishq Ka Rang Dariya
Main Bandeya Jaaun Rangeya
Main Bandeya Jaaun Rangeya
Be-parwah Kar Jaaye Dariya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Soofiyana Ishq Ka Rang Dariya
Chehron Ki Bheed Mein
Tu Pasand Aa Gaya
Meri Nazar Mein Teri
Tasveer Rehti Hai
Hua Main Ameer Paake
Teri Dildariyan
Sunn Yeh Mere Khwabon Ki
Taabeer Kehti Hai
Hona Kabhi Tu Mujhse Juda Na
Chahe Khudaya
Chahe Khafa Ho Saari Duniya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Soofiyana Ishq Ka Rang Dariya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Soofiyana Ishq Ka Rang Dariya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Soofiyana Ishq Ka Rang Dariya
Rang Dariya Song Detail
Song - Rang Dariya
Composer - Gourov Dasgupta
Singer - Yasser Desai
Lyricist - Farhan Memon
Mixed and mastered by: Kohinoor Mukherjee
Post a Comment